Mukhyamantri Chiranjivi Yojna se Humko kya Labh milane wala hai
kis tarikh Ka se ye seva kam karti hai Iske bare mein Aaj
ham janenge sabse pahle Ham Jahan Lete Hain Ki mukyamantri chiranjibi Yojana ko kyon Lagu Kiya gaya tha
isase pahle Hamare Rajasthan sarkar Mein bhamashah Swasthya Bima Yojana chal
rahi thi Jiske dwara 3 lakh Tak ka free ilaj Sarkari aur Private hospital mein
kiya jata tha Dhire Dhire ab kya hua ki bhamashah Yojana ko band kar diya gaya
hai aur Gahlot Sarkar Ke dwara Chiranjeevi Yojana ko Lagu Kiya gaya hai isme Jo NFSA
Ke antargat Aate Hain ya SMF ( pm Kisan Samman Nidhi) ke dwara Ek Saal
Mein 6000 rupaye Milte Hain aur jo log Samvida par kaam kar rahe hain UN Logon
Ko mukhyamantri Chiranjeevi Yojana me registration Karana hai ine Sab Ko 5 lakh Tak ka Bima karaya gaya
hai jo ki Sarkari aur Private hospital mein nishulk Ilaaj kara sakte hain
ismein emergency Bimari per 4.5 lakh Tak ka Bima Kiya gaya hai aur normal
Bimari per 50 hajar rupaye ka Bima hai Ham yah sab Private hospital mein Labh
Le sakte hain
iske liye kis Tarika se registration Karana hai aur kin kin
Ko registration karvana Hai
1.
NFSA (jin
logo ko ration Milta Hai) unko
mukhymantri Chiranjeevi Yojana me registration karvane ki koi jarurat Nahin Hai
Kyunki Unka registration bhamashah Swasthya Bima ke dwara Pahle Se Hi Kiya Gaya
Hai To unko mukhymantri trangie Yojana me registration karvane ki jarurat Nahin
Hai
2.
SMF wale( Jin Logon Ko Ek Saal Mein 6000 rupaye
pm Kisan Samman Nidhi dwara paise Milte
Hain) UN Logon Ko emitra par jakar registration karvane ki jarurat hai
registration karvane ka koi shulk nahin lagega sirf unko vahan pr jan aadhar
lekar jana hai aur registration karwana
hai Un logon ka free mein hi registration Ho Jayega aur 1 may 2021 se Private hospital mein is Suvidha ka Labh Le
sakte hain.
3. Samvida
per Kam Karne Wale Logon Ko Bhi emitra par Jake registration karwana hai aur
Unka bhi free Ilaaj ka Labh mil jaega
ab Baat Aati Hai Jinka NFSA Mein Naam nahin
hai aur SMF mein aur Samvida per per bhi
Kam Nahin kar rahe hain UN Logon Ko is Suvidha ka Labh Kaise milega
Aise
Logon Ko 850 rupaye De Karke registration karwana hai hai
850 rupaye ki Rashi Har Sal Deni padegi 850 rupay Mein 1 sal
ke liye 5 lakh Tak ka Labh milega To Jin Logon
NFSA aur SMF ya construction per Kam Nahin karte hain UN logon ko hi 850
rupaye ki Rashi dekar ke mukhymantri
chiranjivi Yojana ka Labh uthana
hai Iske alava Jo log Sarkari karmchari hai unko bhi ismein registration
karvana hai iske liye Unki Khud ki SSO
Id se mukhyamantri chiranjivi ki Yojana
mein registration karwana Hai unki sso id me RGHS ka ek option hoga waha se
registration hoga.
0 Comments